Latest Update Poetry
Back Previous Next
Download

کسی بھی مواد کی اشاعت میں مکمل احتیاط سے کام لیا جاتا ہے ۔اس کے باوجود اگر کوئی نقص رہ جاتا ہے تو اس کی اصلاح میں ہمیں آپ کے نیک مشوروں پر عمل کر تے ہوئے خوشی ہوگی ۔

Main Azadar Hoon 1-4.Fatima(SA) Ki Duaon Ka Sheh Lyrics Yasir Raza Yasir Musaddas Writeup

میں عزادارہوں(1تا4)

Main Azadar Hoon 1-4.
Fatima(SA) Ki Duaon Ka Shehkar Hoon Main Azadar Hoon.
Matami Hoon Sheh-e-Deen Ka Ghumkhuwar Hoon Main Azadar Dar Hoon.

Tujh Ko Apna Taruf Karaon Main Kya.
Sakinan-e-Jina Mein Hai Charcha Mera.
Meri Takhleeq Ka Hai Sabab Karbala.
Mera Maqsad Hai Bas Zikar-e-Aal-e-Aba.
Rab-e-Akbar Ka Mujh Par Yeh Ahsan Hai.
Shah-e-Wala Ka Ghum Meri Pehchan Hai.

Aankh Kholi Tu Madar Ka Chehra Dikha.
Aayi Kano Mein Khair-ul-Amal Ki Sada.
Har Koi Farhatan Mujh Ko Takne Laga.
Our Kya Barha Sab Ne Shukar-e-Khuda.
Iss Tarha Meri Jalwa Sarai Hoi.
Maa Ki Aagosh Mein Ronumai Hoi.

Mujh Ko Bachpan Mein Sab Kuch Sikhaya Giya.
Main Azadar Hoon Yeh Bataya Giya.
Waqiya Karbala Ka Sunaya Giya.
Mera Kirdar Aisa Banaya Giya.
De Raha Hai Gawai Mera Pak Pan.
Matami Hoon Mera Karbala Hai Watan.

Ulfat-e-Shah-e-Wala Mein Sarshar Hoon.
Main Khuda-e-Wafa Ka Parastar Hoon.
Bint-e-Khair-ul-Nisa Ka Namak Khawar Hoon.
Khandan-e-Nabi(SAWW) Ka Wafadar Hoon.
Khush Nasab Hoon Ke Yeh Naik Nami Mili.
Mujh Ko Wisay Mein Inn Ki Ghulami Mili.

Poet: :Yasir Raza Yasir:
Manqabat Khuwan: :Syed Wajhi Hasan Zaidi:
Manqabat Volume: :Syed Wajhi Hasan Zaidi 2009-10:

Like TAJPOINT :: Facebook Page :
http://www.fb.com/tajpointpage

Subscribe TAJPOINT :: Youtube Channel :
http://www.youtube.com/tahseen5abbas14jafri

Follow TAJPOINT :: On Twitter :
http://www.twitter.com/tajpointpage

Visit TAJPOINT :: Official Website :
http://www.tajpoint.com

Hussain(AS) Ghaiz Mein Hai.

حسینّ غیظ میں ہے(6-1)۔

Hussain(AS) Ghaiz Mein Hai.

حسینّ غیظ میں ہے(12-7)۔

Hussain(AS) Ghaiz Mein Hai.

حسینّ غیظ میں ہے(15-13)۔

Karbala Moalla Mein Bain-ul-

کربلا معلی میں بین الحرمین کا منظر

Riwayat-e-Mukhtar. Haye A

روایتِ مختارؓ

Abbas Naam Hai Mera Abbas Na

عباسؑ نام ہے میرا عباسؑ نام ہے (4-1)

Abbas Naam Hai Mera Abbas Na

عباسؑ نام ہے میرا عباسؑ نام ہے (8-5)

Suno Suno Qamber Ki Our Fizz

سنو سنو قنبرؑ کی اور فضہؑ کی گفتگو س

Suno Suno Qamber Ki Our Fizz

سنو سنو قنبرؑ کی اور فضہؑ کی گفتگو س

Suno Siffeen Suno 1-6. Qu

سنوصفین سنو1-6