Skip to main content

Dard Ka Sultan Abid Aise Gham Mein Choor Hai Lyrics In Urdu

Dard Ka Sultan Abid Aise Gham Mein Choor Hai Lyrics In Urdu

Dard Ka Sultan Abid Aise Gham Mein Choor Hai Lyrics In Urdu

درد کا سُلطان عابدؑ ایسے غم مِیں چور ہے

Be Rida Hain Bibiyaan Our Sham Kitni Door Hai.

Waris-e-Tatheer Le Kar Chal Para Hai Sham Ko.
Mushkilein Hi Mushkilein Hain Safar Mein Imam Ko.
Beriyon Mein Qaid Logo Mustafa Ka Noor Hai.

Har Qadam Pe Ruk Raha Hai Tang Youn Zanjeer Hai.
Sar Utha Ke Jab Bhi Dekhey Saang Pe Be Sheer Hai.
Qatil-e-Akbar Safar Mein Kitna Woh Majboor Hai.

Dard-e-Abid Barh Gaya Tha Sham Ke Bazar Mein.
Naam Le Kar Jab Pukara Sad Ke Darbar Mein.
Kis Tarha Darbar Jaye Be Rida Mastoor Hai.

Beriyaan Zanjeer Abid Se Yeh Karti Hain Sawal.
Paon Mein Chalay Hain Zakhmi Kyun Tere Ahl-o-Ayal.
Kaun Sa Hai Dard Qaidi Jo Bana Na Soor Hai.

Dukh :ZAHEER: Iss Baat Ka Hai Tauq Mein Beemar Ko.
Martay Pathar Rahe Hain Kyun Dukhi Salar Ko.
Qaid Mein Maqtool Logo Kaisa Yeh Dastoor Hai.

Poet: :Zaheer Abbas:
Soz: :Mehmood Khan:

#DardKaSultanAbid
#NohayLyrics
#tajpoint

Comments

Follow & Get Notification For New Post

Most Popular

TAJpoINT Update Notice

 TAJpoINT Update Notice

Teeraan Di Hoi Barish Haye Tere Janaze Te Ya Hasan Lyrics In Punjabi

Download Lyrics Teeraan Di Hoi Barish Haye Tere Janaze Te Ya Hasan Lyrics In Punjabi تیراں دی ہوئی بارش ہائے تیرے جنازے تے یا حسنؑ Hoya Surkh Kafan Tera Zalim De Ishare Te Ya Hasan. Kehra Zalma Liya Badla Haye Kinj Da Zulm Dhaya. Aye Pehla Janaza Si Gharon Ja Ke Jo Ghar Aaya. Ghar Fatima Zahra De Sadma Hoya Sadme Te Ya Hasan. Sab Jandi Aye Dunya Kina Teer Chalaye San. Seene Che Kudorat Si Jaina Teer Chalaye San. Wich Jan Gaye Janat De Oh Kehray Bharose Te Ya Hasan. Naal Dushmana Ral Jodah Uqba V Ganwaya Aye. Sardar Si Janat Da Jino Zehar Khalaya Aye. Ki Zulm Aye Dha Bethi Muhmmad De Nawasay Te Ya Hasan. Kulsoom Te Zainab Da Bura Haal Hoya Ro Ro. Gash Farwa Nu Ray Painday IK Rooz De Wich So So. Dill Dub Dub Janda Si Har Aah Te Hokay Te Ya Hasan. Qasim Di Yateemi Da Dukh Phophiyaan Rowanda Aye. Jadoon Takdiyaan Qasim Nu Bhai Hasan Yaad Aanda Aye. Aye Kisran Raiyaan Zinda Aye Gal Koi Te Soche Te Ya Hasan. Zehar Aisa :AZAI: Si Phat Jigar Hasan Da Giya. Oss Zehar Di Garmi Naal Rang Badal

Jehray Safraan Che Milay Ch Faiyaz Party Lyrics In Punjabi

Download Lyrics Jehray Safraan Che Milay Ch Faiyaz Party Lyrics In Punjabi جیہڑے سفراں چہ مِلے Jehray Safraan Che Miley Tere Dard Main Wandawaan Sajjad Toon Dasa. Karbala Jana Aye Rawaan De Wich Na Abid Akhiyaan Di Rat Wadha. Main Deen-e-Khuda Da Waris Haan Maa Kiwein Dard Sunawaan. Teri Qaid Muki Ik Saal Bajoon Tainu Kiwein Khon Rawawaan. Sare Dukh Ik Pasay, Ik Pasay Jehra Takiya Main Tainu Be Rida. Mainu Moray Ne Sir Musalmana Jiwein Lutda Maal Koi Moray. Akbar De Sir Nu Ghusal Deway Zulfaan Choon Khon Nachorey. De Ke Do Mawaan Ne Sughra Da Veer Akbar Liya Deen Nu Bacha. Shabeer Nu Pursa Dena Aye Sajjad Kiwein Odi Bachri Da. Ki Dasaan Ki Oday Naal Hoya Choon Salaan Di Wichri Da. Kehra Aakhay Ohno Zindana Wich Sakina Le Aakhri Ne Sah. Jadon Qafila Turya Karbal Taun La Warsaan Waang Rawaiyaan. Karbal Taun Sham Diyaan Rawaan Aina Khon De Naal Sajaiyaan. Digday Onthaan Taun Ray Mawaan De Lal Abid Aina Aounth Le Nasa. Mainu Bheer Che Ro Ro Kehndi Si Mera Zanjeer Halaway. Oh Mere Ohlay C

Comments

Back to Top